Ek faqir maangne ke liye masjid ke baahar baitha raha ... sab namaazi aankh bacha kar chale gaye .... usey kuch na mila ... woh phir church gaya , phir mandir aur phir gurudware ... lekin usko kissi ne kuch na diya ... aakhir ek maikhane ke baahar aakar baith gaya ... jo bhi sharabi nikalta tha, uske katorey mein kuch na kuch daal deta ... uska katora noton se bhar gaya ... faqir bola, "wah mere khuda... !! Rahtey kahaan ho aur address kahaan ka dete ho .... " Say Loud Cheers...
Comments:
bhwani vishwakarma damoh m.p. :
santa banta se -: apne ser par hath fero banta-: magar kyo santa-: fer na yaar banta -: accha yar ferta hu , le thek hai na fer dea santa -: ek baar fer se banta -: magar kyo tu mere sir par mujse hi kyo baar baar hath ferba raha hai santa -: mai tujhe yai batana chah raha tha ki gade ke sir par seegh nahi hote hai
Add your comment
Name (required)
Mail (will not be published) (required)
Help promote this story by sharing it :
All the copyrights (if any) are of respective authors